Wednesday, February 20, 2008

Kis Se Dua Karu

Kis Se Dua Karu

Jise humne Khuda Samja,
Woh bhi Insan ke jesa hi paya,
Kis se mere pyar ki bheekh maangu,
Mera Khuda, Insan bangaya…

1 comment:

Unknown said...

Sylvia, apki in panktiyo mein bohot gehrai hai, aap jis shaksh ko khuda ka darza diya woh bada nek aur pyara insan hoga,khuda aapki jodi salamat rakhe aur aap jinse pyar karte ho woh aapse wafadar rahe. mein bhi ek ladki se pyar karta hu par usne mere se bewafaai kee khuda aapko kabhi woh ansu na de jo mujhe diye hai dua karta hu aapko har khusi naseeb ho.